Aviator Ka Khelne Ka Tareeka
Aviator Spribe studios ka banaya hua kheyl hai jo aaj kal Pakistan mein bohat popular ho gaya hai. Har round mein ek virtual airplane urar jaata hai aur multiplier badhta jaata hai — 1.00x se shuru karke 50x ya us se bhi zyada tak. Aap ka kaam hai ke sahi waqt par cash out karna hai agar aap jeetnaa chahte ho. Agar
nahin nikala to poora bet loss ho jaega jab airplane crash ho.
